Monday 17 February 2014

Total Siyapaa - Palat Meri Jaan Song Lyrics

Total Siyapaa - Palat Meri Jaan Song - Palat Meri Jaan is the latest romantic song from the movie Total Siyapaa sung by Ali Zafar. The lyrics and music both are composed by Ali Zafar.

Palat Meri Jaan Song Lyrics
Total Siyapaa - Palat Meri Jaan Song Lyrics


Song : Palat Meri Jaan
Singer: Ali Zafar
Music: Ali Zafar
Lyrics: Ali Zafar



Palat Meri Jaan Song Lyrics
Watch  Palat Meri Jaan Song Video
Halki halki khushboo si tum ho
Jaise subaho ka jaadu ho
Dheemi dheemi iss pal mein tum ho
Jaise jharne mein baadal ho
Tumhe chhu lun toh tum ud jaao
Tumko pakdo toh sharma jaao

Palat meri jaan
Kuch meri sun, kuch apni sunaa
Mujhko seene se le tu laga
Meri dhadkan hui hai jawaan
Palat meri jaan
Tu mera din tu meri subah
Meri khaamoshiyon ki sadaa
(sadaa: sound/awaaz)
Mere ishq ki tu intehaa

Oas mein chhalki boondon jaisi ho
Subahon mein chhanti kirno jaisi
Jis rut mein ho, khil jaaye woh
Geeton mein lafzon ki tarah
Meethe suron ka ho bayaan.. hmmm..

Main palak jhapku toh tum aa jaao
Thandi saanson ko garma jaao
Palat meri jaan..
Ishq tera hi mera jahaan
Rooh mein meri tera gumaan

Teri chaahat mein, main hoon fanaa
Palat meri jaan..
Dekha hai maine tujhme Khuda
Hai ibaadat teri har adaa
Mere ishq ki tu intehaa.. ho...

No comments:

Post a Comment