Showing posts with label Baaki Sab First Class Hai Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Baaki Sab First Class Hai Lyrics. Show all posts

Thursday, 26 December 2013

Jai Ho - Baaki Sab First Class Hai Lyrics

Salman khan is going to entertain us again with its most awaited movie "Jai Ho" releasing on 24 Jan. Song "Baaki Sab First Class" casted on Salman Khan, Tabu, Daisy Shah, Sana Khan. The song highlights the problems that are persisting in the country of India. The music was composed by Sajid-Wajid and the song was sung by Wajid and the lyrics is written by Sajid , Irfan Kamal and Danish Sabri.

Baaki Sab First Class Hai
Jai Ho - Baaki Sab First Class Hai


Song: Baaki Sab First Class Hai
Singer: Wajid
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Sajid, Irfan Kamal and Danish Sabri.
Music on: T-Series
Watch Video: Baaki Sab First Class Hai Video




Baaki Sab First Class Hai Lyrics (Jai Ho)

Apna kaam banta, bhaad mein jaaye janta
Apna kaam banta, bhaad mein jaaye janta
Goonge behron ki nagri, kaun kisi ki sunta
Apna kaam banta, bhaad mein jaaye janta

Ye desh tha veer jawaano ka
Ab reh gaya beimano ka
Ye desh tha veer jawaano ka
Ab reh gaya beimano ka
Arey badal gaya itihaas hai
Raawan ki leela paas hai...

Raawan ki leela paas hai
Baaki sab first class hai
Aam aadmi udaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai