![]() |
| Singh Saab The Great |
Song : Heer
Singer : Sonu Nigam
Music : Anand Raj Anand
Lyrics : Kumaar
Music on : T-Series
Watch Video : Heer Song Video
Heer Lyrics
Haaye teri nazaaqat kya kehne
Tere bholepan pe marr bethe
Ho.. ik jindadi di thi Rab ne humein
Hum tere hawaale kar baithe
Tere roop ki dhoop ka kya kehna
Meri shaamein saver kar deti hain
Ho.. meri jaan pe ban ban aati hai
Jo tu zulf ko jhatka deti hai

