![]() |
| Kabhi Aaine Pe Song |
Song : Kabhi Aayine Pe
Singers : KK
Music : Rashid Khan
Lyrics : Tanveer Ghazi
Kabhi Aayine Pe Lyrics
Watch Kabhi Aayine Pe Song Video
Kabhi aansuon se mita diya
Kabhi khat samajh ke padha tujhe
Kabhi diary mein chhupa liya (x2)
Ik pal bhi tu mujhse, hota nahi hai juda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Seek me in your heart
You gotta reach out for my love
Teri tamanna aankhon mein leke
Parchhaiyon ka peecha kiya
Teri tamanna aankhon mein leke
Parchhaiyon ka peecha kiya
Har ajnabi se tera pataa
Deewaano ki tarah main poocha kiya
Deewaano ki tarah main poocha kiya
