Showing posts with label #Kabhi Aaine Pe Likha Tujhe Song Lyrics. Show all posts
Showing posts with label #Kabhi Aaine Pe Likha Tujhe Song Lyrics. Show all posts

Saturday, 21 June 2014

Hate Story 2 - Kabhi Aaine Pe Likha Tujhe Song Lyrics



Kabhi aaine pe likha tujhe song lyrics, hate story 2 song lyrics
Kabhi Aaine Pe Song

Song     : Kabhi Aayine Pe
Singers : KK
Music   : Rashid Khan
Lyrics   : Tanveer Ghazi





Kabhi Aayine Pe Lyrics

                                                            Watch Kabhi Aayine Pe Song Video
Kabhi aaine pe likha tujhe
Kabhi aansuon se mita diya
Kabhi khat samajh ke padha tujhe
Kabhi diary mein chhupa liya (x2)

Ik pal bhi tu mujhse, hota nahi hai juda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda

Seek me in your heart
You gotta reach out for my love

Teri tamanna aankhon mein leke
Parchhaiyon ka peecha kiya
Teri tamanna aankhon mein leke
Parchhaiyon ka peecha kiya
Har ajnabi se tera pataa
Deewaano ki tarah main poocha kiya
Deewaano ki tarah main poocha kiya